Online Istikhara

Istikhara Information in Urdu Istikhara aik esa amal hai jis se humain ye peta chal jata hai ke hamara ye kaam hamare liye theek hai ya nahi hai. Ay ALLAH main aap ke ilm ka wasta de kar Aap se khair aur bhalai talab karta hoon aur Aap ki qudrat ka wasta de kar main achai par qudrat talab karta hon. Aap ghaib ko jan’nay wale hain. Aay Allah! Aap ilm rakhtay hain, main ilm nahin rakhta. Yani ye mamla mere haq main behtar hai ya nahin, is ka ilm Aap ko hai mujhe nahin. Aap qudrat rakhtay hain aur mere andar qudrat nahin. Ya Allah! agar Aap ke ilm main hai ke ye mamla (Is moqa par
images (1)us mamla ka tasawar dil main laye jis ke liye istikhara kar raha hai) Mere haq main behtar hai. Mere deen ke liye bhi behtar hai, meri muash aur dunya ke aitbar se bhi behtar hai aur injam kar ke aitbar se bhi behtar hai tou is ko mere liye muqaddar farma dijiye aur is ko mere liye asaan farma dijiye aur is main mere liye barkat paida farma dijiye.Aur agar Aap ke ilm main ye baat hai ke ye mamla mere haq main bura hai, mere deen ke haq main bura hai ya meri dunya aur muash ke haq main bura hai ya mere anjam kar ke aitbar se bura hai tou is kaam ko mujh se phair dijiye aur mujhe is se phair dijiye, aur mere liye khair muqaddar farma dijiye jahan bhi ho. Yani agar ye mamla mere liye behtar nahin hai tou is ko tou choor dijiye aur is ke badle jo kaam mere liye behtar ho us ko muqaddar farma dijiye phir mujhe us par razi bhi kar dijiye aur us par mutmaen bhi kar dijiye. Get Solution to all your problem, duniya kay har kisam kay masley kay liye apna istikhara karwain bager kisi fees kay.
ishtikhara
Free Istikhara Anytime a Muslim wants to take a decision, he or she should seek Allah’s guidance and wisdom. Allah knows better what is good and bad for us, and there may be good in what we perceive as bad, and bad in what we perceive as good. If you are unsure about a decision you have to make, there is a specific prayer for guidance (Salat-l-Istikhara) that you can do to ask for Allah’s help in making your decision. Should you marry this certain person? Should you attend this graduate school? Should you take this job offer or that one? Allah knows what is best for you, and if you are not sure about a choice that you have, seek His guidance. O Allah! If in Your Knowledge this matter be good for my faith (Deen), for my livelihood, and for the consequences of my affairs, then ordain it for me, and make it easy for me, and bless me therein. But if in Your Knowledge, this matter be bad for my faith (Deen), for my livelihood, and for the consequences of my affairs, then turn it away from me, and turn me away therefrom, and ordain for me the good wherever it be, and cause me to please with it. Istikhārah is not a Magic, it is a solution of our problems.Istikhārah is process to making decision with guidance of Allah. It is not necessary that you get a dream or even a “feeling.” Rather, the istikhara is a prayer that Allah guide you towards that which is best (khayr) for you. If you do the prayer of guidance (istikhara) with the proper way, then Allah will make events unfold in the direction that is the best for your worldly and next-worldly affairs. Dua Istikhara.

No comments:

Post a Comment

SHOHAR KO KABU KARNE KI DUA  Shohar ko kabu karne ki dua is for that sister whose husband is not good with having bad habits. So, sisters a...